na koi padhne wala na koi sikhne wala
apni toh paathshala masti ki paathshala
chehare ki kitaabein hain ham woh padhne aate hai
yeh surat teri meri mobile library
yaaron ki equation hain love multiplication hain
jisne dil ko jeeta hain
woh alpha hain deeta hain
talli hoke girne se samjhi hamne gravity
ishq ka practical kiya tab aayi clearity
na koi padhne wala na koi sikhne wala
naata yeh sannata hai dekho lambu shor hain
har dil mein bud bud karta h2so4 hain
na koi padhne wala na koi sikhnewala
apni toh paathshala masti ki paathshala
apni toh paathsahala masti ki paathshala
Wednesday, October 01, 2008
paathshala
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment